PaisayUgao.com: Paison k Darakht Ugane ke Tariqe

Kya aap ghar baithe internet se 30000/month, ya us se bhi zyada paise kamana chahte hain? PaisayUgao.com aap ko step by step paison ka darakht lagane ka tarika sikhaye gi. Paiso k darakht se murad hai passive income, yani aisi income jo aik dafa mehnat karne k baad ap beth k khate ho, jaise age ap koi ghar khareed k rent pe dete ho, ya jaise kisi darakht se phal milta hai. Aur jis tarekay se ap earning karo use kehte hain: wo hai amazon affiliate marketing, ya simply affiliate marketing. Ye website aik amazon affiliate marketing ka detailed course hai, jis me ap ho cheez step by step sikhayi ja rahi hai. To kya aap apne paiso ka darakht ugane k liye ready hai?

Allah k naam se shuru, jo Rehman aur Raheem hai. Is dua aur umeed k sath, k PaisayUgao.com apko nafay ilm de gi jo k ap k liye is arzi duniya aur akhirat ki haqeeqi zindgi me faida-mand sabit ho ga. InshAllah!

Asslam o Alikum! Kya aapne kabhi suna hai k paise darakht per nahi lagte? Agr suna hai, to Bilkul galat suna hai!. Ye ladka bhi pehle yahi samjhta tha. Lekin aap khud hi dekh le k paiso ka darakht hota hai.

Balke sahi baat to ye hai k agr ap k pas right mindset ho, required skills ho, ap mehnat kare, aur sabr rakhein to ap yaqeenan paiso ka darkat laga sakte hain jo ap ko kai saal paise uga k deta rahe

Aik dafa duhra deta hu. 4 Cheezein jo ap ko paiso ka darakht ugane k liye chahiye ho gi wo hain:

  1. Sahi sochne ka andaz, jis ka matlab hai k
    1. Ap ko yaqeen ho k aisa mumkin hai
    2. Me kr skta hu
    3. I am responsible, yani me hi
    4. Kisi ko dhoka nahi dena, sach bolna hai.
    5. Win-win ka sochna hai, 10 do ge, 1 Mile ga.
  2. Required skills jin me shamil hai
    1. Writing
    2. SEO
    3. Affiliate marketing
  3. Mehat, jis ka matlab hai musalsal kosish me lage rehna, bghair kisi break k.
    1. Yani ap roz k kuch ghante is kam ko lazmi de. Ideally 5 ghante, lekin kam az kam 2 ghante. Jitni zyada mehnat ho gi utni jaldi ap ka paiso ka darakht phat dena shuru kar de ga.
  4. Sabr
    1. agr ap roz mehat karte ho, apni site me new content ad krte ho to results ane me 6 mah se aik sal lg jata hai, to hosla raka jae aur kam karte rha jae. InshAllah, Phal zarur mile ga, aur mere tajurbay k mutabiq ap ki umeed se zyada mile ga.

Introduction

Is hissay ap ye jane ge k ye website exactly kis tareeqay se ap ko paise ugane k qabil bnaye gi.

Paison ka darkaht asal me hai kia?

Affiliate internet marketing k me ne q paiso ka darakhat kha hai. Paiso k darakht se murad hai Passive Income. Aur is website me passive income kamane ki jis tareqaky ko hum discuss kare ge wo hai, Amazon Affiliate Marketing. Ab ye kon si income hoti hai, ye next question me jante hain.

Passive income kia hai?

  • (is me lazmi dan lok ki passive income ki video ka hawala du?
  • aur batao k passive income actually me kitni passive hai?

Affiliate Marketing kya hai?

/affiliate-marketing/kya

Q affiliate marketing aik acha kam hai?

/ affiliate-marketing/Q

Q affiliate marketing real kam hai?

/affiliate-marketing/akhirat

yani is se logo ko real me faida milta hai, ap ko bhi dunya aur akhirat me faida milta hai?

ap logo ki help karte ho, unhe mashwara dete ho. Ye aik knowledge business ya information business hai.

/What-if/amazon-khatam

Agr amazon khatam ho jae, internet bhi khatam ho jae to ap apne ilake me kisi aik problem ko le k us k solutions dhoond k agr recomemnd kro, to ye affiliate marketing hain

Agr amazon khatam ho jae to ap ka kya bane ga.

/affiliate-marketing/is-k-baad-kya

Logo ke maslo ko hal karte karte ap itne expert bn jate ho, k ap apna koi solution mutarif karwa sakte ho. To am tor per affiliate makreters koi course koi book ya koi porduct ya software ya koi service khud se bna k sell kr sakte hain. Aisa krne me affiliate marketing se bhi zyada faida hai. Lekin shuru me aisa krna mushkil hai q k ap k pas na hi us problem ki sahi samajh hoti hai, na hi ap audience k pain points ko samjhte ho, aur na hi ap ki skills groomed hoti hai, na hi ap ka mindset mature hota hai.

/affiliate-marketing/is-k-liye-kya-chahiye

Real journey would look something like this:

  1. sub se pehly job, ya freelancing jis me ap skills aur work ethic seekhte ho
  2. us k baad affiliate marketing
  3. and then selling your own stuff, with the help of freelancers, affiliate marketers and

/affiliate-marketing/q/amazon-se shuru-kare

Q amazon.com ka affiliate program acha hai? yani is me win-win kaise hai?

The right mentality

/kaise-soche

  • Expect the best, prepare for the worst
  • One degree distraction will lead to an different destination altogether, after a few miles. So be laser focused. One site at a time.
    • Clarity keeps your focused, so use Asana to plan so you remain focused.
    • Track everything you want to grow. It includes, your impressions, click through rate,

Is kam k risk kya hai.

/Affiliate-marketing/risk

  • dajjal ka nizam. ap ka rizk band ho sakta hai
  • amazon band ho sakti hai. Lekin is ko bhi detail se dekhe k itne bare hathi ko marte marte bhi time lagega. lekin q k sub kuch mumkin hai is liye, is ka bhi back up plan hona chahiye. E

dajjal k nizam kia hai? aur wo kaise ap k liye khatra hai?

  • rizq band hone ka khatra
    • aik system har cheez control karta hai
    • ap paiso ki mohabat me galat recommendation dena shuru kr do.

/About

Is site ko bnane ka khyal kaise aya?

  1. Shukr
  2. urdu me amazon affiliate marketing

/work-ethic

Work ethic kya hoti hai?

  • k ap kitna kam krte ho
  • punctual ho?
  • all the timer ho k nahi
  • kitna juniin hai kisi cheez ko hasil karne me
  • ap jin cheezo me time spend karte ho aur jo sochte ho wo same hai k nahi.

/wordpress/

  • niche/
    • /keyword-research/
      • kya
      • q
      • kaise
      • se
  • This whole thing has these course
    • Affiliate marketing course
    • Understanding value turns into money course
    • Finding your passion
    • Keyword research course
    • SEO course
    • WordPress course
    • Writing course
    • Habit formation course
    • Time management course
    • Work-life balance course
    • Work ethic course
    • Improving yourself continuously course
    • Facing bad time course.
    • Marriage course
    • Parenting course